POLLS : Your Voice to Make a Difference

Make all Agri-Food Start-Ups become Great Businesses

Why do farmers hesitate to adopt new agri-tech solutions?

Nayi technology farmers tak nahi pahunch rahi, wajah kya hai?

"Trust nahi hai!" – Farmers ko lagta hai naye tareeke fail ho sakte hain!
"Awareness ka problem hai!" – Technology ke benefits properly samjhaye nahi ja rahe!
"Badi investment lagti hai!" – Affordability ek bada concern hai!
"Proof of success nahi dikh raha!" – Agar ek farmer adopt kare aur fayda dikhaye, tab baaki maanenge!
"Training aur support nahi milta!" – Tech lene ke baad agar guidance na mile toh fail hone ka risk badh jata hai!